Ye Dil Diwana Hai Aise Na Manega Song Lyrics

Ye Dil Diwana Hai Aise Na Manega Song Lyrics


(Ye dil diwana hai aise na manega
To manega kaise bata) – (2)
Kitni mohabbat mai karti hu tumse
Hamko nahi hai pata
Janana bhi chaho agar
Isara kar dena isara kar dena – 2
(Socha hai jana dil ne hamare
Rahna hai hamko dil me tumhare) – (2)
Nada ha itumko nahi kuch pata hai
Ye pyar to do din ka nasa hai
Chaho koi wada agar
Isara kar dena isara kar dena – 2
(Baho me lekar itna batao
Dhadkata hai dil kyu hame samjho) – (2)
Badi nasamjh ho tumhe sab pata hai
Jadu hai kaisa ye kaisa maja hai
Chal jaye jadu ye agar
Isara kar dena isara kar dena – 2
Ye dil diwana hai aise na manega
To manega kaise bata
Ha kitni mohabbat mai karta hu tumse
Hamko nahi hai pata
Jan bhi chaho agar
Isara kar dena isara kar dena



Movie / Album:Hathyar Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Praveen Bhardwaj
Singer’s:Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director:Anand Raj Anand

Post Contents Table

ALSO READ  Dil Dhadkata Hai, Hosh Udata Hai Song Lyrics