Tum Bin Sajan Barase Nayan Song Lyrics

Tum Bin Sajan Barase Nayan Song Lyrics


Tum bin sajan barase nayan, jab jab badal barase
Majbur ham majbur tum dil milane ko tarase
Nagin see yeh rat andheree baithee hai dil ko gher ke
Ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke
Tum bin sajan……….
Yeh dil tere pyar kee katir jag se begana ho gaya
Ek khwab tha sab lut gaya sab kho gaya
Tum bin sajan………. Pyase pyase nain hamare ro ro ke hare sajana
Aatho pahar barase gagan iss angana
Tum bin sajan……….




Movie / Album:Gaban Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Shailendra
Singer’s:Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music Director:Shankar-Jaikishan

Post Contents Table

ALSO READ  Meree Aayee Hain Tin Bhabhiya Song Lyrics