Soniye Ghar Aaja Ab To Song Lyrics

Soniye Ghar Aaja Ab To Song Lyrics


(Soniye ghar aaja ab to
Janiye ghar aaja ab to
Hiriye ghar aaja ab to aa) – (2)
Apna hale dil keh sakuna mai
Aur bin tere reh sakuna mai
Teri baho me hai mera chaino sukun
Tu mera khwab hai aake mera junun
(Soniye ghar aaja ab to
Janiye ghar aaja ab to
Hiriye ghar aaja ab to aa) – (2)
(Kaisi mushkil hai ye kaisi majburiya
Paas hoke bhi hai kaisi ye duriya) – (2)
Ab ye darde dil seh saku na mai
Aur bin tere reh saku na mai
Teri baho me hai mera chaino sukun
Tu mera khwab hai aake mera junun
(Soniye ghar aaja ab to
Janiye ghar aaja ab to
Hiriye ghar aaja ab to aa) – (4)



Movie / Album:Ebn-E-Batuta Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Satyendra Athaiya
Singer’s:Manu Khare
Music Director:Tarannum Malik

Post Contents Table

ALSO READ  Dil Dhadkata Hai, Hosh Udata Hai Song Lyrics