Shaam-O-Seher Mujhe Tu Hi Tu Aaye Bas Nazar Song Lyrics

(Shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar
Teri hi dhun mein rahoon har waqt hai tera hi asar) – 2
Shabnam ke kuchh karte aankhon mein aa gaye
Yaadon ke beete pal jab dil pe chha gaye
Shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar
Teri hi dhun mein rahoon har waqt hai tera hi asar
(Phir wahi pe main khada hoon, bin tere hoon akela
Jindagi ka kya bharosa, paani ka hai rela) – 2
Aa lagaale mujhko dil se, dekh tanha hoon main
Har ghadi har pal tujhe abb yaad karta hoon main
Shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar
Teri hi dhun mein rahoon har waqt hai tera hi asar
(Khud se main kyun hoon khafa sa, jaane na mann yeh mera
Noor sa ik aa raha hai, hai yeh ehsaas tera) – 2
Maine apne saare sapne naam tere kiye
Aarjoo hai mere dil ki bas tere hi liye
Shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar
Teri hi dhun mein rahoon har waqt hai tera hi asar
Shabnam ke kuchh karte aankhon mein aa gaye
Yaadon ke beete pal jab dil pe chha gaye
Shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar
Teri hi dhun mein rahoon har waqt hai tera hi asar

Movie / Album:Hemachandra – The Debut Album Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Sham Balkar
Singer’s:Hemachandra
Music Director:Harry Anand

Post Contents Table

ALSO READ  Dil Pardesi Ho Gaya Song Lyrics