Oh Saaqi Song Lyrics

Oh Saaqi Song Lyrics


Abb woh saath nahi raha baaki
Abb woh saans nahi hai
Reh gayi hai bass woh deewaanagi
Abb woh raaj nahi hai
Wohi khaali baatein hain – 2
Abb jaam pila saaqi, ehsaas dila saaqi
Raahat ki hai woh baat, dariya ke saath saath
Mujhko kahin phir tu dubo de oh saaqi
Main khud bhi nahi raha baaki
Nahi parawa koyi hai
Rehne do bass yahi aawaaragi
Abb woh paas nahi hai
Wohi khaali shaamein hain – 2
Abb jaam pila saaqi, jasbaat chala saaqi
Chaahat ki hai woh baat, parvat ke saath saath
Mujhko tu kahi bhi uda le ja saaqi
Abb main dub raha hoon – 2
Duniya baaki kyun hain – 2
Abb jaam pila saaqi, ehsaas dila saaqi
Raahat ki hai woh baat, dariya ke saath saath
Mujhko kahin phir tu dubo de oh saaqi……..



Movie / Album:Haroon Ka Nasha Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Haroon

Post Contents Table

ALSO READ  Muhabbat Kaa Maja Paya Song Lyrics