Mumkin Hai Song Lyrics

Mumkin Hai Song Lyrics


(Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha) – 2
Khwahishon ka karaar mumkin hai
Ek nayi parwah mumkin hai ho
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Justujoo rang layi hai kucch iss tarah
Dil ki har aarzoo muskuraane lagi
Aasman meherbaan ho gaya
Aur zameen gungunaane lagi hai
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar
Har kalai chanak ne khanak ne lagi
Kaano ki baaliyan bol uthi hain
Geet honthon pe yun aane lagey hain
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahishon ka karaar mumkin hai
Ek nayi parwah mumkin hai ho



Movie / Album:Bol Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Shoaib Mansoor
Singer’s:Ahmad Jahanzab, Shuja Haider
Music Director:Shoaib Mansoor

Post Contents Table

ALSO READ  Sabse Kahate Hain Yeh Ghayal Hath Song Lyrics