Manhattan Song Lyrics

Manhattan Song Lyrics


New york mai lambi lambi building hoti hai na
Plane se dekha tha shashi woh manhattan hai
Man hat tan man aadmi
Hat a topi
Aur momos tan in hindi a tan matlab woh a dhoop ki chaaon
Aadmi topi dhoop ki chaaon
Manhattan manhattan
Jannat tak hai baap re baap
Manhattan manhattan
Amber ko chota jahaan hai
Chalta phirta sapna hai
Pal pal chalti hai yeh raahein
Rukti kab kahan hai
Manhattan manhattan new york
Manhattan manhattan new york new york new york
Aadmi topi dhoop ki chaaon manhattan manhattan
Jannat tak hai baap re baap manhattan manhattan
Khushiyo ke naye paiymaane khwabon ki lagi hai dukane
Lamha lamha sarkon pe achraj se woh lagate To your left is prada to your right is zara
Jojo armani thank god its friday
Gucci and versace
Louis vuitton vuitton vuitton
Vuitton vuitton
Mai khoo jaaye khushiyon ki kaana phusi
Kudrat hui hai meharbaan
Meharbaan meharbaan meharbaan
Saara shehar ajnabi si khamoshi
Saara shehar thandi si garm joshi
Har ek nazar dikhti hai tanha tanha
Hai zubaan per sab bezubaan hai
Saare saath toh hai per judaa hai
Shehar ko nazar ka teeka toh laga do
New york new york
New york new york
Five six seven eight avenues
Million billion life n shoes
Lots of collars dollars dollars
Sensup




Movie / Album:English Vinglish Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Swanand Kirkire
Singer’s:Bianca Gomes, Clinton Cerejo
Music Director:Amit Trivedi

Post Contents Table

ALSO READ  Badal Bijli Song Lyrics