Maine Yeh Kya Kiya Piya Song Lyrics

Maine Yeh Kya Kiya Piya Song Lyrics


Dil ne tujhko jo pa liya sama liya chhupa liya piya
Jisase shikva gila kiya usko dil me basa liya
Hay maine yeh kya kiya piya
Hasna mujhko sikha diya hasa diya rula diya piya
Iss kalee ko khila diya mujhko mujhse mila diya
Hay tune yeh kya kiya piya
Abb toh sapna chura liya saja liya jata liya piya
Rog kaisa laga liya dil me dard jaga liya
Hay maine yeh kya kiya piya Fasalo ko ghata liya duriyo ko mita liya
Hay maine yeh kya kiya piya………




Movie / Album:Dus (old) Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Deepak Choudhary
Singer’s:Sujata Trivedi
Music Director:Sandip Chawla

Post Contents Table

ALSO READ  Piya Piya O Piya Piya Song Lyrics