Lal Lal Aag Hua Patha Chanar Ka Song Lyrics

Lal Lal Aag Hua Patha Chanar Ka Song Lyrics


Lal lal aag hua patha chanar ka – 2
Matti kumhar ki sona sunar ka
Gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka
Lal lal aag hua patha chanar ka
Ha lal lal aag hua patha chanar
Matti kumhar ki sona sunar ka
Reza reza palchin palkatine hai
Hath ki lakeero ke balchatine hai
Reza reza palchin palkatne hai
Ratti ratti masha masha tola hai na tolna hai – 2
Ankhiyo me band hai vo palko se kholna hai – 2
Ho lal lal aag me hai dana anar ka dana anar ka
Ho lal lal aag hua patha chanar ka
Matti kumhar ki sona sunar ka
Here ki kanni hai na panne ka pani
Sone me soyegi gaav ki rani
Here ki kanni hai na panne ka pani
Are jeeli jeeli jhugiyo me savan guzara
Bund bund matke me bhaado utara – 2
Are inch inch ghumta hai – 2
Chakka intezar ka chakka intezar ka
Matti kumhar ki sona sunar ka
Gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka
Lal lal aag hua patha chanar ka – 4



Movie / Album:Dus Tola Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Gulzar
Singer’s:Sukhwinder Singh
Music Director:Sandesh Shandilya

Post Contents Table

ALSO READ  Dukalang Pranasi Song Lyrics