Kaise Kahu Mann Ki Baat Song Lyrics

Kaise Kahu Mann Ki Baat Song Lyrics


Aa aa aa aa aa……..
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat sajan se
Kaise kahu mann ki baat
Ho o o (baat mein mann keh nahi paau -2)
Laaj na chhode saath re
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se
Achara sambhaau kabhi achara sambhaalu
Achara sambhaau kabhi it utt dekhu
Jab koyi dekhe nahi tabhi utt dekhu
Baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se
Samajhat naahi akhiyan ke ishaare – (2)
Jhuki jhuk jaati hai sharm ke maare
Baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat -2, mann ki baat, mann ki baat



Movie / Album:Bhala Manas (1979) Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Asha Bhosle

Post Contents Table

ALSO READ  Aisee Umar Me Ham Jo Mile Hain Song Lyrics