Jo Muskurahat Mujhe De Rahi Ho Song Lyrics

Jo Muskurahat Mujhe De Rahi Ho Song Lyrics


(A jo muskurahat mujhe de rahi ho
Wo muskurahat kisi aur ko na dena
Jin najaro se mujhe dekhti ho
Un najaro se kisi aur ko na dekhna) – (2)
Mile ho tum to juda na hona
Khata bhi ho to khafa na hona
Tum hi ho chandi tum hi ho sona
Gunah hai gunah paake tujhe khona
A jo muskurahat mujhe de rahi ho
Wo muskurahat kisi aur ko na dena na dena
Jin najaro se mujhe dekhti ho
Un najaro se kisi aur ko na dekhna
Kya mujh se pahle kisi ko chaha
Kya mujh se pahle kisi ko puja
Sapno me mere bas tum hi tum ho
In kanware nayano me bas tum hi tum ho
Wo muskurahat kisi aur ko na dena na dena
Jin najaro se mujhe dekhti ho
Un najaro se kisi aur ko na dekhna Tum na badal jana a jindgani
O meri duniy wafa ki rani
Ye meri chahat sada hi rahegi
Tumhi ko chuna hai tumhi ko chunegi
Ye muskurahat tere liye hai
Tere liye hai bas tere liye hai
Najre ye meri tere liye hai
Tere liye hai bas tere liye hai
La la la la lala hey hey hey – 2




Movie / Album:Dadagiri Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Singer’s:Anu Malik, Munmi Borah
Music Director:Anu Malik

Post Contents Table

ALSO READ  Tauba Yeh Adaaye Dekhe Se Khumaar Aaye Song Lyrics