Insaan Kya Jo Thokarein Nasib Ki Na Sah Sake Song Lyrics

Insaan Kya Jo Thokarein Nasib Ki Na Sah Sake Song Lyrics


Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya
Insaan kya
Insaan kya jo gardishon ke bich kush na rah sake – 2
Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya (Main kishti kyuun na chhod duun balaaon ke muqaabile
Tufaanon ke muqaabile)- 2
Vo kishti kya
Vo kishti kya jo aandhiyon ke saaye mein na rah sake – 2
Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya
(Bach bach ke chalane vaale ki hai zindagi kya zindagi
Hai zindagi kya zindagi) – 2
Dariyaa-e-zindagi mein jo na mauj ban ke bah sake – 2
Na mauj ban ke bah sake -4
Dariyaa-e-zindagi mein jo na mauj ban ke bah sake – 2
Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya




Movie / Album:Hamaari Baat Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Anil Biswas, Parul Ghosh

Post Contents Table

ALSO READ  Ye Savan Rut Tum Aur Ham Song Lyrics