Hona Tha Jo Ho Gaya Hai Song Lyrics

Hona Tha Jo Ho Gaya Hai Song Lyrics


(Hona tha jo ho gaya hai
Khona tha dil kho gaya hai) – (2)
(Ab teri baho me pyar ki raho me – 2
Sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai
Khona tha dil kho gaya hai) – (2)
(Hai jab tak ye ja mere meharba
Kasam pyar ki tera sath ho) – (2)
Ye wada karo wafa me sada
Labo pe tere meri bat ho
Ye jane jigar mere hamsafar
Tu mere jine ka bahana hai
Hona tha jo ho gaya hai
Khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho me pyar ki rahome
Sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai
Khona tha dil kho gaya hai
(Har ek arzu hai puri hui
Chalo pyar ka fasana likhe) – (2)
Mujhe pyar ki diwani sanam
Tujhe pyar ka diwana likhe
Kisi ne kabhi kahi na suni
Aisi kahani ban jana hai
Hona tha jo ho gaya hai
Khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho me pyar ki raho me
Sare jaha ko bhul jana hai
(Hona tha jo ho gaya hai
Khona tha dil kho gaya hai) – (2)



Movie / Album:Badmaash
Language:Hindi
Lyricist:Satish
Singer’s:Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Music Director:Shyam Sundar

Post Contents Table

ALSO READ  Ai Watan Jaan E Ja Song Lyrics