Har Kafan Hai Aman Ko Pyaara Song Lyrics

Har Kafan Hai Aman Ko Pyaara Song Lyrics


Abhi toh kahi nahi, yeh jo bhi hai sahi sahi
Yeh marega wohi wohi chot toh rahi rahi
Yeh sahega nahi nahi, woh karega wohi wohi
Zulm hai yeh toh sahi, yeh sitam kyon hai hasin
Yeh kabhi na rahi nahi, rehem bhi toh hai nahi
Woh toh abhi wohi wohi, kaabhi hai na kahin kahi
Dushman yaha nahi, watan hai toh nahi
Woh milega kabhi nahi, aman hai kahi nahi
(Har kafan hai aman ko pyaara, marna maarnga dhandha hamara
Dar dare ko rag rag mein rehna, hai jaruri abb khun ka behna) – (2)
Abhi toh kahin nahi, yeh jo bhi hai sahi sahi
Yeh marega wohi wohi, chot toh rahi rahi
Yeh sahega nahi nahi, woh karega wohi wohi
Zulm hai yeh toh sahi, yeh sitam kyon hai hasin
Yeh kabhi na rahi nahi, rehem bhi toh hai nahi
Woh toh abhi wohi wohi, kahi hai na kahin kahi
Dushman yaha nahi, watan hai toh nahi
Woh milega kabhi nahi, aman hai kahi nahi
Yeh hai tera mission – (4)
(Har kafan hai aman ko pyaara, marna maarnga dhandha hamara
Dar dare ko rag rag mein rehna, hai jaruri abb khun ka behna) – (2)
Yeh kabhi na rahi nahi, rehem bhi toh hai nahi
Woh toh abhi wohi wohi, kahi hai na kahin kahi
Dushman yaha nahi, watan hai toh nahi
Woh milega kabhi nahi, aman hai kahi nahi…



Movie / Album:Contract Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Mehboob, Prashant Pandey
Singer’s:Abhishek Nailwal, Runa Rizvi
Music Director:Amar Mohile

Post Contents Table

ALSO READ  Bada Ajib Mohabbat Kaa Yeh Fasana Hai Song Lyrics