Halkat Jawani Song Lyrics

Halkat Jawani Song Lyrics


Aaja aaja aaja aa aa aaja
Aaja zara sarak le gir le zara behak le
Saiyyan zara chalak le haye
Aake moh se lipat le
Tedha zehar hai yeh iss se naa kar chhedkhani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Meetha yeh namkin paani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
(Joban hai pyasa tu zor kare
Ainwe yeh din mein shor kare)- 2
Takkiya bana le patt le, kambal bana rapat le
Tann hai ke tila baras ki adaa hai shaitani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Meetha yeh namkin paani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Life ki naughty kahaani jawani
Yeh halkat jawani (Aa aa choron ki niyat halaal kare aah
Arrey basti mein daily bawaal kare) – 2
Item bana ke rakh le haye chakhna bana ke chakh le
Aankhon ko kyun seke haathon se kar manmaani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Hui main paani paani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani yeh halkat jawani
Haaye haaye …….
Jawani yeh halkat jawani haye




Movie / Album:Heroine Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Amitabh Bhattacharya
Singer’s:Sunidhi Chauhan
Music Director:Salim-Sulaiman

Post Contents Table

ALSO READ  BROWN SKIN GIRL Lyrics - Beyoncé