Daastaan…. Kaise Tujhe Main Kahun Song Lyrics

Daastaan…. Kaise Tujhe Main Kahun Song Lyrics


O ho kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun
Khaabon mein mere tu basa, yaadon ne teri hai dasa
Aaja ek baar dil hai bekaraar, sunle saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun
Jis din socha yeh keh du tujhako main, dil ki yeh saari daastaan
Tab mann pohancha tere dar par, haan na jaane ?? kahaan
Aaja ek baar, kar raha hoon intjaar, sun yeh saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise
Sab kuchh lutaake apana banaake, jo tune waade the kiye
Mujhako tadpaake khud ke sajaake na jaane kahaan chal diye
Aaja ek baar, kar raha hoon intjaar, sun yeh saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun



Movie / Album:Inteha – Kehna Chahta Houn Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Inteha
Music Director:Inteha

Post Contents Table

ALSO READ  Time n affection Lyrics - Jaegen