Carbon Copy Song Lyrics

Carbon Copy Song Lyrics


Kyaa re jindagi kya hain tu
Aree kya hain jindagi kya hain tu
Teri carbon copy hoon mein
Ya mera aaina tu…
Kyaa re jindagi kya hain tu
Aree kya hain jindagi kya hain tu Mufller ki tarah lipti hain gale
Gud-gudi karati hain paanv tale
Chidchidisi hain nackchadi si hain
Mooh lagi hain tu
Aree agale mod pe milana tu
Aree kya hain jindagi kya hain tu
Teri carbon copy hoon mein
Ya mera aaina tu…
Aree kya hain jindagi kya hain tu
Haste haste yoon pal pad jaate hai
Saans to aane de naa
Sukhe patteh jhad jaate hai
Hosh to aane de naa
Phuljhadi si hai haan gulchadhi se hain
O hathkadi hain arer ghum ke phir se milna tu
Oye kya re jindagi kya hai tu..
Teri carbon copy hoon main
Yaa mera aaina tu..




Movie / Album:Drishyam Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Gulzar
Singer’s:Ash King
Music Director:Vishal Bhardwaj

Post Contents Table

ALSO READ  Aaj Dil Shaayraana Song Lyrics