Bhang Ke Nashe Me Song Lyrics

Bhang Ke Nashe Me Song Lyrics


Jiya mera chehka
Ek jhatke me behka oye
Bhang ke nashe me
Laga isak ka chaska
Kabhi addhi kabhi pauwa
Kabhi gouri kabhi kauwa
Kabhi radio kabhi mahua
Kabhi rabdi kabhi maska
(Mati mare utpati
Jaise phate chhati) – (2)
Patli kamaria pe
Kab se mai bauran
Lakh me ankhiya marti
Are mo ko uksati
Mushkil dagaria pe
Fisle hai iman
Kabhi addhi kabhi pauwa
Kabhi gouri kabhi kauwa
Kabhi radio kabhi mahua
Kabhi rabdi kabhi maska
Are lutli hamri jan
Khilai ke palang tod pan
Oye hoye hoye hoye
Lutli hamri jaan
Khilai ke palang tod pan
Toda re abhiman
Ab bhag le jajman (Mithi mithi bani
Chamkat ganga ka pani) – (2)
Maya lok me bhatka
Mora manva lo aaj
Oye gori ghunghat tane
Haye laj sharam ke mare
Shiv ki nagaria rama kitni mahan
Kabhi addhi kabhi pauwa
Kabhi gouri kabhi kauwa
Kabhi radio kabhi mahua
Kabhi rabdi kabhi maska




Movie / Album:Four Two Ka One Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Kumaar
Singer’s:Kailash Kher, Ritu Pathak
Music Director:Avishek Majumder

Post Contents Table

ALSO READ  Patake – Khan Bhaini x Gurlej Akhtar