Badal Jaye Duniya Naa Badalenge Ham Song Lyrics

Badal Jaye Duniya Naa Badalenge Ham Song Lyrics


Badal jaye duniya naa badalenge ham, tumharee kasam
Tumhare hain kee jab tak dam me hai dam, tumharee kasam
Kaho nam kaa ulfat kaa badnam kyon hai, hamaree wafao pe iljam kyon hai
Batao toh hoga tumhara karam, tumharee kasam
Badal jaye duniya………
Yeh mana hai mushkil muhabbat kee rahe, agar dal do tum baho me bahe
Khushee se sahenge tumhare sitam, tumharee kasam
Badal jaye duniya……… Jahan tak jahan key najare rahenge, tumhare rahe hain tumhare rahenge
Naa dolenge ulfat me apne kadam, tumharee kasam
Badal jaye duniya………




Movie / Album:Captain Kishore Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Talat Mahmood
Music Director:Chitragupt

Post Contents Table

ALSO READ  Aajo Sare Ralke Ho Bhangra Paliye Song Lyrics