Aks Har Insaan Ka Song Lyrics

Aks Har Insaan Ka Song Lyrics


Aks har insaan ka kabhi jage kabhi sota hai
Har aachayee bura har bure me aacha hota hai
Jo boya kata tune jo boya kata tune – 2
Phir kya soch ke hota hai phir kya soch ke rota hai
Aks har insaan ka kabhi jage kabhi sota hai
Raat ke andhere din ko ujala na hoga
Boj apane karam ka kisane sambhala na hoga
Har koi dost or dushman khud ka hota hai
Aks har insaan ka kabhi jage kabhi sota hai
Jo boya kata tune jo boya kata tune – 2
Phir kya soch ke hota hai phir kya soch ke rota hai
Aks har insaan ka kabhi jage kabhi sota hai
Lakh chehare ke piche asali chehara vahi tha
Jaal me fitarat ke fas kar jo kiya kya sahi tha
Pehachani rohon se aksar anjana dhika hai
Aks har insaan ka kabhi jage kabhi sota hai
Jo boya kata tune jo boya kata tune – 2
Phir kya soch ke hota hai phir kya soch ke rota hai
Aks har insaan ka kabhi jage kabhi sota hai



Movie / Album:Come December Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Aushim Khetarpal
Music Director:Bappi Lahiri

Post Contents Table

ALSO READ  Glass onion Lyrics - George Martin