Aankhon Mein Tumhari Song Lyrics

Aankhon Mein Tumhari Song Lyrics


Ishq ke badle jaldi hai
Sehra mein leharsi uthi hai
Raat ke bujhte taaron ki
Aankhon mein zaher si dikhti hai
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Baahon mein na tum ho
Raahon mein na tum ho
To jeena bewaja
Aao paas aao
Yuh na sharmaao
Ay mere humnawaz
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Jabse tumhe dekha maine
Hai sapne jawan jawan
Tumjo nahin kuch na kahin
Hai tum se hi yeh jahan
Paas mere aaja
Ssason mein samaja tu khushboo ki tarah
Dil mein to humare
Yuh na ho khuda bhi tumhari hai jagah Tujhe chaand ka hai armaan sahi
Haasil karna aasaan nahin
Laakhon taare pehra na de
Aisi koi rah nahi
Pehli nazar mein hi sanam
Yeh dil tumne leliya
Dekho mujhe bhole sahi
Yeh ehsaan kardiya
Chandpe hai mana hai sitaron ka pehra
Magar hum chalenge
Loote yeh jahan bhi
Loote aasmaan bhi
Na tum ko chodenge
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Baahon mein na tum ho
Raahon mein na tum ho
To jeena bewaja
Aao paas aao
Yuh na sharmaao
Ay mere humnawaz




Movie / Album:Haasil Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Shaan, Shraddha Pandit, Shweta Pandit

Post Contents Table

ALSO READ  Sapane Bhaye Hain Bairi Balam Ji Song Lyrics