Kabhee Dar Se Diwaro Se Song Lyrics

Kabhee Dar Se Diwaro Se Song Lyrics


(Kabhee dar se diwaro se, kabhee ghar kee dararo se
Kabhee resham baharo se, kabhee rimjhim najaro se
Mere kamre me chupke se kiran suraj kee aayegee, tumharee yad layegee
Mujhe har pal satayegee har pal satayegee) – (2)
Tujhse kehta hain meraa dil aake mujhse too jara mil
Tere bin sune hain sagar tere bin suna hain sahil
Sath gujre the jo pal kal, yad aate hain wohi pal
Too agar nahee aaya toh, jan meree jayegee
Kabhee dar se diwaro se, kabhee ghar kee dararo se
Kabhee resham baharo se, kabhee rimjhim najaro se
Mere kamre me chupkese kiran suraj kee aayegee, tumharee yad layegee
Mujhe har pal satayegee har pal satayegee
Tanha tanha yeh safar hain, dhundti tujhko najar hain
Meree aawaje too sun le, mere sapne phir se bun le
Tere bin yeh dil kaha hain, mere dil kaa too jaha hain
Tere bin meree jindagee abb toh, jee nahee payegi
Kabhee dar se diwaro se, kabhee ghar kee dararo se
Kabhee resham baharo se, kabhee rimjhim najaro se
Mere kamre me chupkese kiran suraj kee aayegee, tumharee yad layegee
Mujhe har pal satayegee har pal satayegee



Movie / Album:Hasrat (album) Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Pankaj Udhas

Post Contents Table

Denial of responsibility! Theinfobytes is an automatic aggregator of the all world’s media. In each content, the hyperlink to the primary source is specified. All trademarks belong to their rightful owners, all materials to their authors. If you are the owner of the content and do not want us to publish your materials, please contact us by email – theinfobytes1@gmail.com. The content will be deleted within 24 hours.
ALSO READ  Time flow Lyrics - Smoke (Producer) , Matt Cap