Ham Nahee Tere Dushmano Me Song Lyrics

Ham Nahee Tere Dushmano Me Song Lyrics


Ham nahee tere dushmano me – (2)
Kyon hamko divana banaya banaya
Kyon hamko divana banaya
Ham toh hai tere dosto me – (2)
Kyon tune meraa dil churaya churaya
Kyon tune meraa dil churaya
Ham kahee ek din yu ek bahek mil gaye the
Ishk ke pyar ke mastane dil kho gaye the
Fasle mitgaye najdik aane lage ham
Bekhudee yuh badee sanso pe chane lage ham
Ham nahee tere katilo me – (2)
Kyon julfo me hamko fasaya fasaya, kyon julfo me hamko fasaya
Han ham toh hai tere dosto me, ham toh hai tere dosto me
Kyon tune meraa dil churaya churaya, kyon tune meraa dil churaya
Yeh meraa dil gaya bas dillagee dillagee me
Bhul ke yeh jahan duba teree aashikee me
Sochta hu sanam ikrar kaise karu me
Pyar ke dard kaa ijhar kaise karu me
Ham toh hai teree dhadkano me – (2)
Kyon darde jigar ko badaya badaya, kyon darde jigar ko badaya
Ham nahee tere dushmano me – (2)
Kyon hamko divana banaya banaya, kyon hamko divana banaya Chahate sab jise mai woh hasin chandanee hu
Yeh bas janlo kiske liye mai banee hu
Aarju kya kahen samjho jara tum ishare
Pyar ke khel me jite koyee koyee hare
Ham toh hai teree bajon me – (2)
Kyon iljam ham pe lagaya lagaya, kyon iljam ham pe lagaya
Ham nahee tere dushmano me, ham toh hai tere dosto me
Kyon hamko divana banaya banaya, kyon hamko divana banaya
Kyon tune meraa dil churaya churaya, kyon tune meraa dil churaya




Movie / Album:Hungama Lyrics
Language:Hindi
Lyricist:Sameer
Singer’s:Abhijeet, Alka Yagnik, Sonu Nigam
Music Director:Nadeem-Shravan

Post Contents Table

Denial of responsibility! Theinfobytes is an automatic aggregator of the all world’s media. In each content, the hyperlink to the primary source is specified. All trademarks belong to their rightful owners, all materials to their authors. If you are the owner of the content and do not want us to publish your materials, please contact us by email – theinfobytes1@gmail.com. The content will be deleted within 24 hours.
ALSO READ  Kis Kadar Khubsurat Hasi Raat Hai Song Lyrics