Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Song Lyrics
Har ik lab par hai -2 teree humdo sana
Har soch me har saj me hai maujud hai too
Tere hee nam sey har ibtida hai
Tere hee nam tak har intihan hai
Teree humdo sana alhumdo lillah
Ke too mere muhammad kaa khuda hai
Alla hoo alla hoo alla hoo – (4) Yeh jamin jab naa thee, yeh jahan jab naa tha
Chand suraj naa the, aasma jab naa tha
Raje hak bhee kisee par aaya jab naa tha
Tab naa tha kuchh magar, tha magar too hee too
Alla hoo alla hoo alla hoo – (4)
Tujo har aan nayee san dikha deta hai
Didaye sokh ko heran bana deta hai
Dalee dalee teree takhlik ke gun gatee hai
Patta patta teree kudarat kaa pata deta hai
Alla hoo alla hoo alla hoo – (2)
La ilaha teree san ya vahdahu
Too khayalo kaa jastus too hee aarju
Aankh kee roshanee, dil kee aawaj too
Ha bhee too, hai bhee too, aur bhee too hee too
Alla hoo alla hoo alla hoo – (8)
Movie / Album:Dor Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Salim Merchant
Music Director:Salim-Sulaiman