Aasmaan Ko Chhukar Dekha Song Lyrics

Aasmaan Ko Chhukar Dekha Song Lyrics

(Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) – 2

Kya karoon aur kya nahin, baat kisi se kahi nahin
Mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
Paagalpan yeh kaisa hai, ?? jaisa taisa hai
Soch ki najakat hai, thodi si sharaarat hain
Tedha yeh saamaan kyun, aafat mein jaan kyun hai
Mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
(Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) – 2 Yeh yeh yeh aankh micholi, chor daaku bhooth kohli
Bum bum bajarang bali, mahabali mahabali
Khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
Dhrati saagar taare ?? ?? hi pyaar
(Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) – 2
Kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahin nahin
Mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
(Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) – 2

Movie / Album:Hanuman Returns Lyrics
Language:Hindi
Singer’s:Daler Mehndi
Music Director:Tapas Relia

ALSO READ  Abb Ghar Aaja Piya More Aaja Song Lyrics